Wada
Bekhayali may yunhi bus ik irada kar lia,
Apne dil k shoq ko had se ziada kar lia,
Jante they dono hum is ko nibha sakte nahi,
Us ne wada kar lia may ne wada kar lia...
Next >